Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJawan Mohabbat (1971)
HomeJawan Mohabbat (1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai
jawaan muhabbat jahaan jahaan hai dilon ki jannat wahaan wahaan hai pehlun mein aa ke aag lagaa ke jaati ho jaane tamanna kahaan sharmaana kaisa ghabraana kaisa hone do ab to muhabbat jawaan pehlun mein aa ke aag lagaa ke jaati ho jaane tamanna kahaan sharmaana kaisa ghabraana kaisa hone do ab to muhabbat jawaan dil aa raha hai jaan jaa rahi hai aise mein ruk jaa kahaan jaa rahi hai tujhko jawaan aarzoo ki kasam baahon mein aa jaa simat ke sanam pehlun mein aa ke aag lagaa ke jaati ho jaane tamanna kahaan sharmaana kaisa ghabraana kaisa hone do ab to muhabbat jawaan ye shokh mausam dilkash nazaare aankhen dabaa ke karte ishaare bahaaren bhi poochhe chalen wo kidhar hum se bhi dambhar mila lo nazar pehlun mein aa ke aag lagaa ke jaati ho jaane tamanna kahaan sharmaana kaisa ghabraana kaisa hone do ab to muhabbat jawaan chalti hawaayen kyun tham rahin hain nazren humin par kyun jam rahin hain lehron mein hai ye nagma rawaan muhabbat jawaan hai jawaan hai jawaan
mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon waali haaye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho jo uss mein adaa hai kisi mein nahin jo uss mein hayaa hai kisi mein nahin jo uss mein adaa hai kisi mein nahin jo uss mein hayaa hai kisi mein nahin mujhe meri jaane wafaa chaahiye mujhe to wohi dilruba chaahiye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon waali haaye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho agar muskuraa de wo jaane bahaar to barsaa kare aasmaanon se pyaar agar muskuraa de wo jaane bahaar to barsaa kare aasmaanon se pyaar agar naachti aayi wo naazneen to ho jaaye duniyaa muqammal haseen mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon
na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan tumhaare roothne se zindagaani rooth jaayegi naa phir aisa samaan hoga naa kismat jagmagaayegi zara si baat ka aakhir banaati ho kyun afsaana ye dil ka raaz hai dil mein rakho dilbar mere jaana mere dilbar mere jaana na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan chhupaaya raaz e dil mujhse mujhe tumse shikaayat hai tumhen uski khabar kya hai ke jo kuchh dil ki haalat hai tumhari berukhi ne haaye mujhko maar daala hai badi mushkil se maine ye dil
nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain sabhi ko bhaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne diye jalaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo
zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaana mujhko bura samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe laaya tha dil ko nazar karne qurbaan ye jaan o jigar karne unke bina mera haal hai kya aaya tha unko khabar karne aaya tha unko khabar karneeee taal diya lekin mujhko bala samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe haaye dil mere bure hain din tere ke maar hi naa daale kisi ki bedili unka muskurana gali se aana jaana humara loot jaana humari galtiiiii jaan ke dushman ko jaane wafaa samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe kya hai muhabbat pyaar hai kya koi unhen batlaaye zara husn gazab ka husn sahi jaan to len dildaar hai kya jaan to len dildaar hai kyaaaaa baat wo karte hain baat bina samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaanaaaa mujhko bura samjhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Muhabbat Jawaan Jawan Mohabbat (1971) 05:07 13432
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 13432   

Jawaan Muhabbat Jahaan Jawan Mohabbat (1971) 04:26 13429
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:26   Song Number : 13429   

Mere Sapnon Ki Raani Jawan Mohabbat (1971) 07:25 13433
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 07:25   Song Number : 13433   

Na Rootho Rootho Na Jawan Mohabbat (1971) 04:21 13430
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13430   

Nazar Mein Rang Jawan Mohabbat (1971) 04:25 13431
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:25   Song Number : 13431   

Zulm O Sitam Ko Bhi Hum Jawan Mohabbat (1971) 04:09 13434
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 13434